Breaking News

Programmu Chtobi Sdelatj Chertezh Kuhni

воскресенье 23 декабря admin 65

All coins from Indian states and kingdoms, presented with pictures, descriptions and more useful information: metal, size, weight, date, mintage. 3D projecton the website on its own, the manager has just to make an agreement and draw the interest! It's a dream job! For your customers: 100% insight of.

Dengue ka bukhar bahut battar hota hai jo vyakti ki jindagi kharab kar deta hai. Iska bukhar bahut dardnak hota hai. Iss bukhar ke douran sharir ke platelets kam ho jate hai.

Jab dengue ka macchar vyakti ko katata hai to khun ke andar dengue virus ka sankraman ho jata hai. Dengue hone par vyakti ki chamdi par laal chakatte padh jate hai. Dengue mai thand lagkar bukhar aata hai. Sankramit macchar ke 3 se 14 din bad hi dengue fever ke lakshan dikhai dene lagte hai. Yeh ek khatarnak viral rog hai. Yadi iska samay par ilaaj nahi kiya jaye to vyakti koma mai chale jata hai yaha tak ki uski mritu bhi ho sakti hai.

To kyo na iske lakshano aur upcharo ki jankari rakhi jaye. Aaiye jante hai Dengue Fever in Hindi.

Dengue Fever in Hindi – Jane Iss Bimari Ki Samast Jankari Dengue Symptoms, Iske Lakshano Ko Pehchane • Dengue se pidit vyakti ko tej thandi lagkar bukhar aata hai. • Isse pidit vyakti ke naak se khun bahne lagta hai. • Kuch logo ki twacha par laal funsi ya lal chakatte hone lagte hai. • Dengue hone par bahut jyada sirdard hone lagta hai.

3cx license key. • Iske hone par aankho ke piche bahut dard hota hai. • Iske hone par hoti hai. • Matli aati hai aur jee ghabrata hai. What Causes Dengue – Yeh Kaise Failta Hai?

Programmu Chtobi Sdelatj Chertezh Kuhni

• ke macchar din mai katate hai aur iske jyada mamle barsat mai dekhne ko milte hai. • Jin logo ki rog pratirodhak kshamta kam hoti hai un logo ko dengue aasani se ho jata hai.

• Dengue ka macchar ruke huye pani mai failta hai, jaise cooler ke pani mai, aaspas ke nalo mai aadi. Dengue Prevention – Isse Bachav • Dengue ke liye koi khas dawai nahi hai. Lekin kuch savdhaniyo ko rakhkar isse bacha ja sakta hai. • Apne ghar ke aaspas saaf safai rakhe. Kisi bhi jagah pa pani na jame hone de.

• Sham ke wakt macchar jyada aate hai isliye sham ke wakt khidkiya band rake. • Macchar se bachne ke liye dawai chidke, All out ka istemal kare. • Dengue ke marij ko papite ke patto ka ras pilate rehna chahiye, kyuoki isse khun ki kami puri hoti hai.

• Iss douran jitna ho liquid le taki sharir mai pani ki kami na ha hi paye. • Dengue Fever Prevention ke liye jyada se jyada aaram karna chahiye. • Iske liye dawai moujud nahi hai lekin fir bhi chikitsak ko dikhaye. Doctors aapko iske side effects hone se bachate hai. Dengue Se Bachne Ke Liye Kuch Gharelu Tarike Dengue se bachne ke liye aapke body ka immunity systems improve karna jaruri hai. Kyoki jab yeh bimari hoti hai to aapke sharir se platelets kam hone lagti hai. Jo log kamjor hote hai unki stithi aur bhi gambheer ho jati hai.